To download, right click and select "Save image as..."
Click on any image to view the full size.
Thanks for using YoutubeThumbnails.com
Kaba Mai Qayamat Ki Nishani Ka Zahoor | UM Network Is video mai ham nai apko ye ik wakeea k baray mai batya hai jo Makkah mai paysh aya tha jis mai kafi sary keray Makkah mai dakhil ho gay jab wahan loog tawaf kr rahy thay or phr logoon wahan haaal chal macha de.lkn jab ye baat Makkah ki intazamia ko pata chale to onhoon nai 24 ghanty k waqat mai ye sary kery khtm krny ka aylan kr dia or phr is kam k lye 24 teams ko bolya gia or phr 24 ghanty mai he inhoon nai mil k sare kery khtm kr daye or sath he sath Makkah mai haar jaga abay zamzam ka choor dia ka sare jaga ik dam achy sai pak saaf ho jaye.or phr is tarah ye loog kamyab ho gay.lkn kuch logon k nai ye baat kaah k galt fahme pahlai hove the k ye qayamat ki nishani hai lkn asa kuch ni.ik dafa 2012 mia Makkah mai teez toofan aya tha jab Makkah k Upar wala kaapra uraa k laah laaha raha tha to tab b loggon nai yehe baat bole the k ye ik Qayamat ki nishani hai. SUBSCRIBE FOR MORE INFORMATIVE VIDEOS.